Sunday, January 9, 2011

Azaan ki fazilat!

As-Salamu-alaykum,
        Azan Ki Fazilat : Jo Shaqs Azan Ka Ek Jumla Sun K Usey Dohraye To Uske Naam-E-Amal Me 2 Lakh Nekiya Likh Diye Jati Hai ,Aur Jo Ye Baat Dusron Ko Bataye To Uske Naam-E-Amal Me 30 Lakh Nekiyan Likh Di Jati Hai,Aur Qayamat Ke Din Insaan Ek Ek Neki Ke Liye Tarase Ga.Plz Forward To Others.


Har koi chahta hai k kamyabi mile lekin jab masjid se awaaz aati hai "HAYYA ALAL FALAAH"aao kamyabi ki taraf toh us taraf jane ki zehmat koi nai uthata......
Jo ALLAH k liye duniya mai jiya karte hai,wo duniya mai rehkar b JANNAT mai raha karte hai,wo jo apne liye nahi logo k liye DUA karte hai,unke haq mai farishte DUA karte hai............
KHUDA ne kaha apne ghamo ki tu numaish na kar,apne naseeb ki tu azmaish na kar,jo tera hai tere dar par khud aayega,roz usko pane ki khwaish na kar.......
Us shaks se maafi maango jiski ghibat ki ho,aur ye ek aisa gunaah hai jiski wajeh se log kat kat kar jahannum mai pheke jayenge..im sorry if such thing happened by me.

 
 --
Thanks & Best Regards,

No comments: