|
Monday, February 28, 2011
"My Lord, build for me with YOU a house in Heaven"[Quran]+Aasiyah bint Mazaahim
Saturday, February 26, 2011
ALLAH says-"Whoever prays uponYou-I pray upon him"{Bukhari/Muslim}
|
Friday, February 25, 2011
'And lower unto them the wing of Submission'[Quran]+'Wooden Bowl'[Memorable]
|
Fwd: Words of Wisdom from Prophet Mohammad
Date: Fri, Feb 18, 2011 at 7:17 AM
|
--
Mohammed Shakir.
Follow me on ::
http://lifeonfastlanes.blogspot.com/ | http://jobslinksaroundtheworld.blogspot.com/ | http://islamic-shakirsblog.blogspot.com/
( Congratulations!!! Reach out to the Whole New Internet Generation. Now Promote your Business on my Blog - Please email me for availing New Advertisement Services !!!)
"Watch your thoughts; they become words. Watch your words; they become actions. Watch your actions; they become habits. Watch your habits; they become character. Watch your character; it becomes your destiny."
Quran [2:216] But you may dislike something which is good for you, and you may like something which is bad for you. GOD knows while you do not know.
P Save a tree. Use Less Papers. Don't print this e-mail unless it's really necessary!!
Thursday, February 24, 2011
Fwd: Ek Sabaq Amoz Waqia
Ek bus stop ke shed mein kuchh log baarish thamney ke intezaar kar rahey, kisi ko ghar jaana tha, kisi ko daftar, kisi ko market, per baarish ruk hi nahin rahi thi, mausladhar baarish jaari thi, aapas mein logon no mashware kiye, kuchh log gunahon ko yaad kiye, aur natija yeh nikla ke sabhi log aapas mein confess karen, Allah ta'ala se apne pichhle gunahon ki maafi maange, tauba isteghfar karen, yeh gunah ke baes hi ham logon ko yeh saza mili rahi hai ke ghanton yehan bus stop mein khadey hain aur baarish ruk nahin rahi hai.
"Thik hai aisa karte hain ham log baari baari se sadak pe jaa ker 5 minute tak bheegte hain.
" ek aadmi ne cofess karne ka tariqa bataya.
"Haan thik hai…" shed mein khade log razi ho gaye, ke bheegne se gunaah dhool jayega.
Sabse pehle ek budha shakhs shed se bahar nikla aur baarish mein bheegte rahe, bijli chamkti to budha kaanp jaata, baadal garjtey to wo saham jata, 5 minute tak bheegne ke baad shed mein wapis aa gaye. Phir adher umr ka ek aadmi 5 minute tak bheega, phir jawan gaya, aurtein thein unki bhi baari aayi wo bhi 5-5 minute tak baarish mein bheeg kar shed mein wapis aa gayien, iss tarah se sabki baari khatm ho gayi, lekin baarish nahin thami. Ab bhi ussi tez se baarish ho rahi thi, ab bhi cheekhti aur kaale kaale baadlon ko chirti huwi bijliyan chamak rahi thein.
Shed mein ek chhota sa 7-8 saal ka bachha tha, shayad khelte khelte qarib ke park se yehan aa gaya tha. Sab logon ne kaha lagta hai sab se bada gunahgaar yeh ladka hai tabhi to ham logon ke bheegne ke baad bhi baarish nahin ruki,
"Ae chal jaa baarish mein bheeg…
" ek aadmi ne kaha, bachcha rone laga, tabhi ek aadmi ne peechhey se bachhe ko dhakka dete huwe kaha "Jaldi jao…"
Bachcha sadak pe khada ho kar baarish mein bheegney laga, wo rotey rotey baarish mein bheeg raha tha, abhi 2 minute hi huwa tha ke aasman mein ek tez bijli chamki aur chirta huwa bajr uss shed pe gira.
Ek khamoshi….
Sab log mar gaye, sirf wo bachcha bach gaya.
Moral: Allah swt ta'ala ka irshaad hai ke jab taks zameen per ek bhi aadmi nek hoga qayamat nahin hogi, uss shed mein ab tak uss nek bachchey ke waste wo log bachey thay, jaisi hi wo nek bachcha alag huwa ke Allah swt ne unn gunahgaron ko halak kar diya. Aayie ham log bhi imaan wala baney.
Ameen!
--
Mujhe jannat say zyada masjid mein bethna acha lagta hai
kyun ke jannat mein mera nafs khush hoga,
jab ke masjid mein mera rabb khush hoga
. Jab tum namaz na padho to matt socho ke waqt nahi mila, Balke ye socho ke tumse kaunsi galti hui ke, ALLAH ne tum ko apne saamne khada karna pasand nahi kiya.............
. Har koi chahta hai k mujhey KAMIYABI mil jaye, lekin jab masjid sey din main 5 dafa awaz ati hai "HAYYA ALAL FALAH",, "Aao Kamiyabi ki Taraf".... to us taraf janey ki hum zehmat nahi kertey... afsos k jis cheez ko wo sari zindagi har jagah talash kar k bhi hasil nahi ker saka, wo to khud usey apney paas bula rahi hai .......
"By the Fig and the Olive'.[Quran-'Teen']'Fruit from paradise & cure for piles.
|